Sun meri shehzadi lyrics


Song: Saaton Janam Mein Tere
 Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
 Music : Nadeem Shravan
 Lyricist: Sameer








Sun meri shehzadi

Main hoon tera shehzada
Bahon mein leke tujhe
Main karta hoon waada

Sun meri shehzadi

Main hoon tera shehzada
Bahon mein leke tujhe
Main karta hoon waada

Aay-ye jane tamanha meri

Mein khake kasam teri
Karta hoon ikraar
Mar bhi gaya toh main tujhe
karta rahunga pyaar
Saaton janam mein tera
Saath rahunga yaar


Ehsaas nahi tujhko

Main pyaar karu kitna
Kar dunga tujhe paagal
Chahunga sanam itna

Ehsaas nahi tujhko

Main pyaar karu kitna
Kar dunga tujhe paagal
Chahunga sanam itna

Daaman na kabhi chute

Thode na kabhi tuute
Jo rishta juda ek baar

Saaton janam mein tera

Saath rahunga yaar
Mar bhi gaya toh main tujhe
karta rahunga pyaar

Saaton janam mein tera

Saath rahunga yaar
Mar bhi gaya toh main tujhe
karta rahunga pyaar
                                           bickeysukba!!

No comments:

Post a Comment

lyrics tum mile dil khile

Singer-alka yagnik Song- tum mile dil khile Tu mile, dil khile Aur jeene ko kya chaahiye Tu mile, dil khile ...